Zikr-e-mazi Se Shab-o-roz Satate Hain Mujhe, Urdu Ghazal By Dr Naresh

Zikr-e-mazi Se Shab-o-roz Satate Hain Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dr Naresh. Zikr-e-mazi Se Shab-o-roz Satate Hain Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zikr-e-mazi Se Shab-o-roz Satate Hain Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

ذکر ماضی سے شب و روز ستاتے ہیں مجھے

ڈاکٹر نریش

ذکر ماضی سے شب و روز ستاتے ہیں مجھے

میرے احباب ہی دیوانہ بناتے ہیں مجھے

میں تو اک جملۂ با معنی و با مطلب ہوں

اور وہ حرف غلط کہہ کے مٹاتے ہیں مجھے

ایک بے ربط تعلق کا سہارا لے کر

لوگ کیا عشق کے انداز سکھاتے ہیں مجھے

جو تھے اپنے ہی خد و خال سے غافل کل تک

آج وہ لوگ بھی آئینہ دکھاتے ہیں مجھے

کچھ طبیعت ہی بغاوت کی طرف مائل ہے

ورنہ میخانے کے آداب تو آتے ہیں مجھے

کچھ تعلق کوئی نسبت نہیں لیکن پھر بھی

اے نریشؔ آج سنا ہے کہ بناتے ہیں مجھے

ڈاکٹر نریش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zikr-e-mazi Se Shab-o-roz Satate Hain Mujhe

Dr Naresh

zikr-e-mazi se shab-o-roz satate hain mujhe
mere ahbab hi diwana banate hain mujhe

main to ek jumla-e-ba-mani-o-ba-matlab hun
aur wo harf-e-ghalat kah ke miTate hain mujhe

ek be-rabt talluq ka sahaara le kar
log kya ishq ke andaz sikhate hain mujhe

jo the apne hi KHad-o-KHal se ghafil kal tak
aaj wo log bhi aaina dikhate hain mujhe

kuchh tabiat hi baghawat ki taraf mail hai
warna maiKHane ke aadab to aate hain mujhe

kuchh talluq koi nisbat nahin lekin phir bhi
ai 'naresh' aaj suna hai ki banate hain mujhe

(833) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Dr Naresh Poetry

ذکر ماضی سے شب و روز ستاتے ہیں مجھے

Dr Naresh - ڈاکٹر نریش

Zikr-e-mazi Se Shab-o-roz Satate Hain Mujhe

رفیق سے ہی لگے ہیں نہ اب عدو سے ہم

Dr Naresh - ڈاکٹر نریش

Rafiq Se Hi Lage Hain Na Ab Adu Se Hum

اک وہ ہیں کہ وعدہ کوئی ایفا نہیں کرتے

Dr Naresh - ڈاکٹر نریش

Ek Wo Hain Ki Wada Koi Ifa Nahin Karte

سوچتا ہوں کہ حال کیا ہوگا

Dr Naresh - ڈاکٹر نریش

Sochta Hun Ki Haal Kya Hoga

چوٹ کھائی ہو جس نے الفت کی

Dr Naresh - ڈاکٹر نریش

Chot Khai Ho Jis Ne Ulfat Ki

ترے فراق میں جب بھی بہار گزری ہے

Dr Naresh - ڈاکٹر نریش

Tere Firaq Mein Jab Bhi Bahaar Guzri Hai

یوں بظاہر دیکھنے میں گو کہ بے چہرہ ہوں میں

Dr Naresh - ڈاکٹر نریش

Yun Ba-zahir Dekhne Mein Go Ki Be Chehra Hun Main

اک وہی شخص جسے راحت جاں کہتا ہوں

Dr Naresh - ڈاکٹر نریش

Ek Wahi Shakhs Jise Rahat-e-jaan Kahta Hun

You can read Zikr-e-mazi Se Shab-o-roz Satate Hain Mujhe written by Dr Naresh at UrduPoint. Zikr-e-mazi Se Shab-o-roz Satate Hain Mujhe is one of the masterpieces written by Dr Naresh. You can also find the complete poetry collection of Dr Naresh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dr Naresh' above.

Zikr-e-mazi Se Shab-o-roz Satate Hain Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zikr-e-mazi Se Shab-o-roz Satate Hain Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.