Jahan-e-zat Ke Aafaq Mein Daricha Mila, Urdu Ghazal By Aun Abbas Aun

Jahan-e-zat Ke Aafaq Mein Daricha Mila is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aun Abbas Aun. Jahan-e-zat Ke Aafaq Mein Daricha Mila comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jahan-e-zat Ke Aafaq Mein Daricha Mila on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

جہان ذات کے آفاق میں دریچہ ملا

عون عباس عون

جہان ذات کے آفاق میں دریچہ ملا

قفس کھلا تو کہیں خاک میں دریچہ ملا

کسی کتاب کے الفاظ قید خانے ہیں

کہیں پھٹے ہوئے اوراق میں دریچہ ملا

یہ وحشتیں ترا دیوانہ سہہ نہیں پایا

جنوں کو دامن صد چاک میں دریچہ ملا

ہمارے کمرۂ جاں میں اندھیرے روشن تھے

تو ہم کو جملۂ لولاک میں دریچہ ملا

لٹک رہا ہے جو منظر فریم کے اندر

مجھے وہیں خس و خاشاک میں دریچہ ملا

کسی نے کمرۂ خاموشی میں اماں پائی

کسی کو گفتۂ بے باک میں دریچہ ملا

نئے مکان کو آباد کرنے کی خاطر

زمیں پہ در ملے افلاک میں دریچہ ملا

در جہان دگر بند ہے ہر ایک پہ پر

ہر ایک دیدۂ نمناک میں دریچہ ملا

لبوں کو کر کے مقفل جو اعتکاف کیا

بدیر حجرۂ ادراک میں دریچہ ملا

عون عباس عون

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jahan-e-zat Ke Aafaq Mein Daricha Mila

Aun Abbas Aun

jahan-e-zat ke aafaq mein daricha mila
qafas khula to kahin KHak mein daricha mila

kisi kitab ke alfaz qaid-KHane hain
kahin phaTe hue auraq mein daricha mila

ye wahshaten tera diwana sah nahin paya
junun ko daman-e-sad-chaak mein daricha mila

hamare kamra-e-jaan mein andhere raushan the
to hum ko jumla-e-laulak mein daricha mila

laTak raha hai jo manzar frame ke andar
mujhe wahin KHas-o-KHashak mein daricha mila

kisi ne kamra-e-KHamoshi mein aman pai
kisi ko gufta-e-bebak mein daricha mila

nae makan ko aabaad karne ki KHatir
zamin pe dar mile aflak mein daricha mila

dar-e-jahan-e-digar band hai har ek pe par
har ek dida-e-namnak mein daricha mila

labon ko kar ke muqaffal jo etakaf kiya
ba-der hujra-e-idrak mein daricha mila

(506) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Aun Abbas Aun Poetry

جیسے کہا یہ کوزے نے گرداب کو لپیٹ

Aun Abbas Aun - عون عباس عون

Jaise Kaha Ye Kuze Ne Girdab Ko Lapet

تم نے جب مجھ سے بچھڑنے کی تمنا کی تھی

Aun Abbas Aun - عون عباس عون

Tumne Jab Mujhse Bichhadne Ki Tamanna Ki Thi

اک سمت دنیا مشتعل اور اک طرف ہے سوز دل

Aun Abbas Aun - عون عباس عون

Ek Samt Duniya Mushtail Aur Ek Taraf Hai Soz-e-dil

حسین راتیں ادھار لے کر جمیل منظر کے خواب دیکھے

Aun Abbas Aun - عون عباس عون

Hasin Raaten Udhaar Le Kar Jamil Manzar Ke Khwab Dekhe

سمندروں کے سکوں کو بھنور نے چھین لیا

Aun Abbas Aun - عون عباس عون

Samundaron Ke Sukun Ko Bhanwar Ne Chhin Liya

پٹریوں پر کوئی قبرستان بنوائے گئے

Aun Abbas Aun - عون عباس عون

Patriyon Par Koi Qabristan Banwae Gae

جہان ذات کے آفاق میں دریچہ ملا

Aun Abbas Aun - عون عباس عون

Jahan-e-zat Ke Aafaq Mein Daricha Mila

جب ہماری زندگی کے درد فلمائے گئے

Aun Abbas Aun - عون عباس عون

Jab Hamari Zindagi Ke Dard Filmae Gae

You can read Jahan-e-zat Ke Aafaq Mein Daricha Mila written by Aun Abbas Aun at UrduPoint. Jahan-e-zat Ke Aafaq Mein Daricha Mila is one of the masterpieces written by Aun Abbas Aun. You can also find the complete poetry collection of Aun Abbas Aun by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aun Abbas Aun' above.

Jahan-e-zat Ke Aafaq Mein Daricha Mila is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jahan-e-zat Ke Aafaq Mein Daricha Mila, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.