Koi Taswir Yahan Aaina-KHanon Mein Nahin, Urdu Ghazal By Asrar Zaidi

Koi Taswir Yahan Aaina-KHanon Mein Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asrar Zaidi. Koi Taswir Yahan Aaina-KHanon Mein Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Taswir Yahan Aaina-KHanon Mein Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

کوئی تصویر یہاں آئنہ خانوں میں نہیں

اسرار زیدی

کوئی تصویر یہاں آئنہ خانوں میں نہیں

اب ہدف کون ہو جب تیر کمانوں میں نہیں

بے حسی جبر مسلسل کا نتیجہ ٹھہری

حرف مصلوب ہوئے نطق زبانوں میں نہیں

لوگ کچھ اتنے حقیقت کے پرستار ہوئے

یعنی وہ شخص نیا ہے جو پرانوں میں نہیں

ہم کہ ماضی بھی ہیں امروز بھی ہیں فردا بھی

ہم سبھی کچھ ہیں مگر قید زمانوں میں نہیں

شاخ در شاخ تراشی گئیں راہیں کتنی

پر کشادہ تو ہوئے ربط اڑانوں میں نہیں

ایسا آشوب تو پہلے کبھی دیکھا نہ سنا

بھیڑ گلیوں میں ہے لوگ اپنے مکانوں میں نہیں

وہ محبت ہی محبت ہے یہ عرفاں بھی ہوا

اس کا مسکن تو دلوں میں ہے چٹانوں میں نہیں

اسرار زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Taswir Yahan Aaina-KHanon Mein Nahin

Asrar Zaidi

koi taswir yahan aaina-KHanon mein nahin
ab hadaf kaun ho jab tir kamanon mein nahin

be-hisi jabr-e-musalsal ka natija Thahri
harf maslub hue nutq zabanon mein nahin

log kuchh itne haqiqat ke parastar hue
yani wo shaKHs naya hai jo puranon mein nahin

hum ki mazi bhi hain imroz bhi hain farda bhi
hum sabhi kuchh hain magar qaid zamanon mein nahin

shaKH-dar-shaKH tarashi gain rahen kitni
par kushada to hue rabt uDanon mein nahin

aisa aashob to pahle kabhi dekha na suna
bhiD galiyon mein hai log apne makanon mein nahin

wo mohabbat hi mohabbat hai ye irfan bhi hua
us ka maskan to dilon mein hai chaTanon mein nahin

(601) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Asrar Zaidi Poetry

گھر کی صورت جو بھی ہو اس پر ہراساں میں نہیں

Asrar Zaidi - اسرار زیدی

Ghar Ki Surat Jo Bhi Ho Us Par Hirasan Main Nahin

برہنگی کا مداوا کوئی لباس نہ تھا

Asrar Zaidi - اسرار زیدی

Barahnagi Ka Mudawa Koi Libas Na Tha

ٹوٹے ہوئے پیڑ گن رہا ہوں

Asrar Zaidi - اسرار زیدی

Tute Hue Ped Gin Raha Hun

بے صدا کیوں کر ہوا بے دست و پا کیوں کر ہوا

Asrar Zaidi - اسرار زیدی

Be-sada Kyunkar Hua Be-dast-o-pa Kyunkar Hua

یوں پابند سلاسل ہو کر کون پھرے بازاروں میں

Asrar Zaidi - اسرار زیدی

Yun Paband-e-salasil Ho Kar Kaun Phire Bazaron Mein

وہ شخص جو نظر آتا تھا ہر کسی کی طرح

Asrar Zaidi - اسرار زیدی

Wo Shakhs Jo Nazar Aata Tha Har Kisi Ki Tarah

وجہ قرار و راحت دل زدگاں ہے تو کہ میں

Asrar Zaidi - اسرار زیدی

Wajh-e-qarar-o-rahat-e-dil-zadagan Hai Tu Ki Main

آنے والی کل کی دے کر خبر گیا یہ دن بھی

Asrar Zaidi - اسرار زیدی

Aane Wali Kal Ki De Kar Khabar Gaya Ye Din Bhi

You can read Koi Taswir Yahan Aaina-KHanon Mein Nahin written by Asrar Zaidi at UrduPoint. Koi Taswir Yahan Aaina-KHanon Mein Nahin is one of the masterpieces written by Asrar Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Asrar Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asrar Zaidi' above.

Koi Taswir Yahan Aaina-KHanon Mein Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Taswir Yahan Aaina-KHanon Mein Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.