Apne Bhai Se Ye Gham-KHwari Misali Hai Meri, Urdu Ghazal By Asif Saqib

Apne Bhai Se Ye Gham-KHwari Misali Hai Meri is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asif Saqib. Apne Bhai Se Ye Gham-KHwari Misali Hai Meri comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Bhai Se Ye Gham-KHwari Misali Hai Meri on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

اپنے بھائی سے یہ غم خواری مثالی ہے مری

آصف ثاقب

اپنے بھائی سے یہ غم خواری مثالی ہے مری

اپنے حق سے دست برداری مثالی ہے مری

اپنی بربادی کے کاغذ پر کئے ہیں دستخط

سب قبیلے میں زیاں کاری مثالی ہے مری

دشمنی کے قاعدوں سے نابلد ہوں میں مگر

یہ سمجھ لیں آپ بھی یاری مثالی ہے مری

چیتھڑوں کے روزنوں سے سرخیوں کی جھلکیاں

سادگی میں ایسی پرکاری مثالی ہے مری

آپ کی شاہی سے اپنی یہ فقیری کم نہیں

راکھ اور پتھر پہ سرداری مثالی ہے مری

دل کی ہر دیوار ہی دیوار گریہ ہے مجھے

ایک دریا ہوں عزا داری مثالی ہے مری

خوش گمانی اور بڑھ جائے گی اس کے وار سے

میں وہ مخلص ہوں وفاداری مثالی ہے مری

آصف ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Bhai Se Ye Gham-KHwari Misali Hai Meri

Asif Saqib

apne bhai se ye gham-KHwari misali hai meri
apne haq se dast-bardari misali hai meri

apni barbaadi ke kaghaz par kiye hain dastaKHat
sab qabile mein ziyan kari misali hai meri

dushmani ke qaedon se na-balad hun main magar
ye samajh len aap bhi yari misali hai meri
chithaDon ke rauzanon se surKHiyon ki jhalkiyan
sadgi mein aisi purkari misali hai meri

aap ki shahi se apni ye faqiri come nahin
rakh aur patthar pe sardari misali hai meri

dil ki har diwar hi diwar-e-girya hai mujhe
ek dariya hun aza-dari misali hai meri

KHush-gumani aur baDh jaegi is ke war se
main wo muKHlis hun wafadari misali hai meri

(1193) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Asif Saqib Poetry

جھنکار ہے موجوں کی بہتے ہوئے پانی سے

Asif Saqib - آصف ثاقب

Jhankar Hai Maujon Ki Bahte Hue Pani Se

نمو کی خاک سے اٹھے گا پھر لہو میرا

Asif Saqib - آصف ثاقب

Numu Ki Khak Se Utthega Phir Lahu Mera

قیدی رہا ہوئے تھے پہن کر نئے لباس

Asif Saqib - آصف ثاقب

Qaidi Riha Hue The Pahan Kar Nae Libas

لکیر کھینچ کے مجھ پہ وہ پھر مجھے دیکھے

Asif Saqib - آصف ثاقب

Lakir Khinch Ke Mujh Pe Wo Phir Mujhe Dekhe

اپنے بھائی سے یہ غم خواری مثالی ہے مری

Asif Saqib - آصف ثاقب

Apne Bhai Se Ye Gham-khwari Misali Hai Meri

دل کی موجوں کی تڑپ میری صدا میں آئے

Asif Saqib - آصف ثاقب

Dil Ki Maujon Ki Tadap Meri Sada Mein Aae

سینے کے بیچ ثاقبؔ ایسا ہے مرنا جینا

Asif Saqib - آصف ثاقب

Sine Ke Bich Saqib Aisa Hai Marna Jina

اوجھل ہوئی نظر سے بے بال و پر گئی ہے

Asif Saqib - آصف ثاقب

Ojhal Hui Nazar Se Be-baal-o-par Gai Hai

You can read Apne Bhai Se Ye Gham-KHwari Misali Hai Meri written by Asif Saqib at UrduPoint. Apne Bhai Se Ye Gham-KHwari Misali Hai Meri is one of the masterpieces written by Asif Saqib. You can also find the complete poetry collection of Asif Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asif Saqib' above.

Apne Bhai Se Ye Gham-KHwari Misali Hai Meri is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Bhai Se Ye Gham-KHwari Misali Hai Meri, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.