ÛÙ Ø§Ø±Û Ù¾Ø§Ø³ Ø¨Ú¾Û Ø¯Ù ÛÛ ÛÛ Ø§Ú©Ø«Ø± بÙÙØªÛ ÛÛÚº
اÙØ´Ù Ùبھ
ÛÙ Ø§Ø±Û Ù¾Ø§Ø³ Ø¨Ú¾Û Ø¯Ù ÛÛ ÛÛ Ø§Ú©Ø«Ø± بÙÙØªÛ ÛÛÚº
Ù Øبت کر Ú©Û Ù¾Ú¾ÙÙÙÚº Ø³Û ÛÛ Ù¾ØªÚ¾Ø± بÙÙØªÛ ÛÛÚº
Ú©Ø³Û Ú©Û ÛÙÙÙ¹Ú¾ پر ÛÙØ³ØªÛ ÛÛÚº Ù¾Ú¾ÙÙÙÚº Ú©Û Ø¯ÙائÛÚº
Ú©Ø³Û Ú©Û Ø¢ÙÚ©Ú¾ Ù ÛÚº ÚÚ¾Ù¾ کر س٠Ùدر بÙÙØªÛ ÛÛÚº
Ú©Ø¨Ú¾Û Ø¬Ø³ Ù ÛÚº Ø´ÛÙشاÛÙÚº ØضÙرÙÚº ÙÛ ØÚ©Ù٠ت Ú©Û
اÙÛÛ Ù ØÙÙÚº Ú©Ù Ø³Ø§Ø±Û ÙÙÚ¯ Ú©Ú¾ÙÚر بÙÙØªÛ ÛÛÚº
ÙÛاں پر ÚÙر ÛÙ Ø¬Ø§ØªÛ ÛÛ Ø³Ø¨ سپÙÛ ØªØ±ÙÛ Ú©Û
جÛاں بÚÛ Ø¨Ø²Ø±Ú¯ÙÚº Ú©Û Ø¨Ø±Ø§Ø¨Ø± بÙÙØªÛ ÛÛÚº
ÙÛÛÚº Úر ÛÛ Ø¬Ù Ø¢ کر سا٠ÙÛ Ø³Û Ùار کرتا ÛÙ
ÛÛاں Ú©ÚÚ¾ ÙÙÚ¯ اÛØ³Û ÛÛÚº ج٠ÛÙس کر بÙÙØªÛ ÛÛÚº
اÙØ´Ù Ùبھ
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Hamare Pas Bhi Dil Hai Ye Aksar Bolte Hain
Anshul Nabh
mohabbat kar ke phulon se ye patthar bolte hain
kisi ke honTh par hansti hain phulon ki dawaen
kisi ki aankh mein chhup kar samundar bolte hain
kabhi jis mein shahanshahon huzuron ne hukumat ki
unhi mahlon ko sare log khanDar bolte hain
wahan par chur ho jate hai sab sapne taraqqi ke
jahan bachche buzurgon ke barabar bolte hain
nahin Dar hai jo aa kar samne se war karta ho
yahan kuchh log aise hain jo hans kar bolte hain
(730) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Hamare Pas Bhi Dil Hai Ye Aksar Bolte Hain written by Anshul Nabh at UrduPoint. Hamare Pas Bhi Dil Hai Ye Aksar Bolte Hain is one of the masterpieces written by Anshul Nabh. You can also find the complete poetry collection of Anshul Nabh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anshul Nabh' above.
Hamare Pas Bhi Dil Hai Ye Aksar Bolte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamare Pas Bhi Dil Hai Ye Aksar Bolte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.