Wo Tawajjoh Wo Iltifat Nahin, Urdu Ghazal By Abul Baqa Sabr Saharanpuri

Wo Tawajjoh Wo Iltifat Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abul Baqa Sabr Saharanpuri. Wo Tawajjoh Wo Iltifat Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Tawajjoh Wo Iltifat Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

وہ توجہ وہ التفات نہیں

ابوالبقاء صبر سہارنپوری

وہ توجہ وہ التفات نہیں

اب وہ پہلی سی تم میں بات نہیں

ہم تو سو جاں سے ہیں تم پہ نثار

یہ برا ماننے کی بات نہیں

تجھ سے ہر دن ہے روز عید مجھے

کون سی شب شب برات نہیں

زندگی کا ہے اک نفس یہ مدار

زیست کی کچھ بھی کائنات نہیں

جس کے جلوؤں سے ہے جہاں معمور

کون ہے گر خدا کی ذات نہیں

جس میں ٹکڑے جگر نہ ہوتا ہو

کوئی دن کوئی ایسی رات نہیں

رنگ ہستی ہے دم میں نوع دگر

باغ عالم کو کچھ ثبات نہیں

خوف روز حساب نے مارا

ہم کو تو مر کے بھی نجات نہیں

روز کھاتا ہوں میں غم جاں کاہ

کب نئی مجھ پہ واردات نہیں

تنگ ہو کر وہ ڈھونڈھتا ہوں میں

جس جگہ دن نہیں ہے رات نہیں

آرزوئے اجل ہی باقی ہے

اب کوئی حسرت حیات نہیں

کب جنازہ یہاں نہیں اٹھتا

کون ہے دن یہاں برات نہیں

ایک دو تین چار ہوں سہ لوں

غم ہزاروں ہیں پانچ سات نہیں

لب شیرین یار کے آگے

واقعی صبر کچھ نبات نہیں

ابوالبقاء صبر سہارنپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Tawajjoh Wo Iltifat Nahin

Abul Baqa Sabr Saharanpuri

wo tawajjoh wo iltifat nahin
ab wo pahli si tum mein baat nahin

hum to sau jaan se hain tum pe nisar
ye bura manne ki baat nahin

tujh se har din hai roz-e-id mujhe
kaun si shab shab-e-baraat nahin

zindagi ka hai ek nafas ye madar
zist ki kuchh bhi kaenat nahin

jis ke jalwon se hai jahan mamur
kaun hai gar KHuda ki zat nahin

jis mein TukDe jigar na hota ho
koi din koi aisi raat nahin

rang-e-hasti hai dam mein nau-e-digar
bagh-e-alam ko kuchh sabaat nahin

KHauf-e-roz-e-hisab ne mara
hum ko to mar ke bhi najat nahin

roz khata hun main gham-e-jaan-kah
kab nai mujh pe wardat nahin

tang ho kar wo DhunDhta hun main
jis jagah din nahin hai raat nahin

aarzu-e-ajal hi baqi hai
ab koi hasrat-e-hayat nahin

kab janaza yahan nahin uThta
kaun hai din yahan baraat nahin

ek do tin chaar hon sah lun
gham hazaron hain panch sat nahin

lab-e-shirin-e-yar ke aage
waqai sabr kuchh nabaat nahin

(741) ووٹ وصول ہوئے

More Abul Baqa Sabr Saharanpuri Poetry

رنگ لا کر ہی رہا ان کا شباب آخر کار

Abul Baqa Sabr Saharanpuri - ابوالبقاء صبر سہارنپوری

Rang La Kar Hi Raha Un Ka Shabab Aakhir-kar

سرسبز ہے جو موسم گل میں چمن تمام

Abul Baqa Sabr Saharanpuri - ابوالبقاء صبر سہارنپوری

Sarsabz Hai Jo Mausam-e-gul Mein Chaman Tamam

دہر میں کوئی کام کرتا جا

Abul Baqa Sabr Saharanpuri - ابوالبقاء صبر سہارنپوری

Dahr Mein Koi Kaam Karta Ja

کچھ ایسے آ رہا ہے حسن یار آہستہ آہستہ

Abul Baqa Sabr Saharanpuri - ابوالبقاء صبر سہارنپوری

Kuchh Aise Aa Raha Hai Husn-e-yar Aahista Aahista

مرا ہے دو جہاں میں رہنما دل

Abul Baqa Sabr Saharanpuri - ابوالبقاء صبر سہارنپوری

Mera Hai Do-jahan Mein Rahnuma Dil

عہد پیری میں ہوئے اپنے جو سب بال سفید

Abul Baqa Sabr Saharanpuri - ابوالبقاء صبر سہارنپوری

Ahd-e-piri Mein Hue Apne Jo Sab Baal Safed

وہ توجہ وہ التفات نہیں

Abul Baqa Sabr Saharanpuri - ابوالبقاء صبر سہارنپوری

Wo Tawajjoh Wo Iltifat Nahin

تمہاری زلف کا دل سے مقابلہ نہ گیا

Abul Baqa Sabr Saharanpuri - ابوالبقاء صبر سہارنپوری

Tumhaari Zulf Ka Dil Se Muqabla Na Gaya

You can read Wo Tawajjoh Wo Iltifat Nahin written by Abul Baqa Sabr Saharanpuri at UrduPoint. Wo Tawajjoh Wo Iltifat Nahin is one of the masterpieces written by Abul Baqa Sabr Saharanpuri. You can also find the complete poetry collection of Abul Baqa Sabr Saharanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abul Baqa Sabr Saharanpuri' above.

Wo Tawajjoh Wo Iltifat Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Tawajjoh Wo Iltifat Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.