Aashiq-e-zar Hun Juz Ishq Mujhe Kaam Nahin, Urdu Ghazal By Shah Aasim

Aashiq-e-zar Hun Juz Ishq Mujhe Kaam Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shah Aasim. Aashiq-e-zar Hun Juz Ishq Mujhe Kaam Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aashiq-e-zar Hun Juz Ishq Mujhe Kaam Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

عاشق زار ہوں جز عشق مجھے کام نہیں

شاہ آثم

عاشق زار ہوں جز عشق مجھے کام نہیں

طالب کفر نہیں تابع اسلام نہیں

غم نہیں کچھ بھی خرابی سے ہے ہم مستوں کو

گردش جام ہے یہ گردش ایام نہیں

قتل عاشق کے لیے ایک ادا بس ہے تری

بسمل عشق کو کچھ حاجت صمصام نہیں

کیا ہوا ابر بھی ہے مے بھی ہے ساغر بھی ہے

ہے یہ سب ہیچ اگر ساقیٔ گلفام نہیں

دیکھ کر مجھ کو تجھے کیوں ہے تحیر ناصح

مشرب عشق ہے یہ مذہب اسلام نہیں

خانۂ ناز ہے وہ بلکہ چراغ مردہ

دل کے آئینہ میں گر روئے دل آرام نہیں

عشق خادم سے ہوا ہے دل آثمؔ معمور

اس لیے دین و دنیا سے اسے کام نہیں

شاہ آثم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aashiq-e-zar Hun Juz Ishq Mujhe Kaam Nahin

Shah Aasim

aashiq-e-zar hun juz ishq mujhe kaam nahin
talib-e-kufr nahin tabe-e-islam nahin

gham nahin kuchh bhi KHarabi se hai hum maston ko
gardish-e-jam hai ye gardish-e-ayyam nahin

qatl-e-ashiq ke liye ek ada bas hai teri
bismil-e-ishq ko kuchh hajat-e-samsam nahin

kya hua abr bhi hai mai bhi hai saghar bhi hai
hai ye sab hech agar saqi-e-gulfam nahin

dekh kar mujh ko tujhe kyun hai tahayyur naseh
mashrab-e-ishq hai ye mazhab-e-islam nahin

KHana-e-naz hai wo balki charagh-e-murda
dil ke aaine mein gar ru-e-dil-aram nahin

ishq-e-KHadim se hua hai dil-e-'asim' mamur
is liye din-o-duniya se use kaam nahin

(437) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Shah Aasim Poetry

بے خودی میں عجب مزا دیکھا

Shah Aasim - شاہ آثم

Be-khudi Mein Ajab Maza Dekha

اٹھی ہے جب سے دل میں مرے عشق کی ترنگ

Shah Aasim - شاہ آثم

Utthi Hai Jab Se Dil Mein Mere Ishq Ki Tarang

بندۂ عشق ہوں جز یار مجھے کام نہیں

Shah Aasim - شاہ آثم

Banda-e-ishq Hun Juz Yar Mujhe Kaam Nahin

ہے دل کو میرے عارض جاناں سے ارتباط

Shah Aasim - شاہ آثم

Hai Dil Ko Mere Aariz-e-jaanan Se Irtibaat

سن لیوے اگر تو مری دل دار کی آواز

Shah Aasim - شاہ آثم

San Lewe Agar Tu Meri Dildar Ki Aawaz

عشق کے اقلیم میں چال و چلن کچھ اور ہے

Shah Aasim - شاہ آثم

Ishq Ke Aqlim Mein Chaal-o-chalan Kuchh Aur Hai

اسلام اور کفر ہمارا ہی نام ہے

Shah Aasim - شاہ آثم

Islam Aur Kufr Hamara Hi Nam Hai

کیا کہوں تم سے میں یارو کون ہوں

Shah Aasim - شاہ آثم

Kya Kahun Tum Se Main Yaro Kaun Hun

You can read Aashiq-e-zar Hun Juz Ishq Mujhe Kaam Nahin written by Shah Aasim at UrduPoint. Aashiq-e-zar Hun Juz Ishq Mujhe Kaam Nahin is one of the masterpieces written by Shah Aasim. You can also find the complete poetry collection of Shah Aasim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shah Aasim' above.

Aashiq-e-zar Hun Juz Ishq Mujhe Kaam Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aashiq-e-zar Hun Juz Ishq Mujhe Kaam Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.