زباں Ù¾Û Øر٠ت٠اÙکار Ù ÛÚº ÙÛÛÚº آتا
رؤ٠خÛر
زباں Ù¾Û Øر٠ت٠اÙکار Ù ÛÚº ÙÛÛÚº آتا
ÛÛ Ù Ø±ØÙÛ ÛÛ Ú©Ø¨Ú¾Û Ù¾Ûار Ù ÛÚº ÙÛÛÚº آتا
Ú©Ú¾ÙÛ Ú¯Ø§ Ø§Ù Ù¾Û Ø¬Ù Ø¨Û٠اÙسطÙر Ù¾ÚÚ¾ØªÛ ÛÛÚº
ÙÛ Øر٠Øر٠ج٠اخبار Ù ÛÚº ÙÛÛÚº آتا
س٠جھÙÛ ÙاÙÛ ÛÙÛÙا٠س٠جھ ÛÛ ÙÛØªÛ ÛÛÚº
Û٠ارا درد ج٠اظÛار Ù ÛÚº ÙÛÛÚº آتا
ÛÛ Ø®Ø§Ùدا٠Û٠ارا بکھر Ú¯Ûا جب سÛ
Ù Ø²Û ÛÙ ÛÚº Ú©Ø³Û ØªÛÙار Ù ÛÚº ÙÛÛÚº آتا
ÛÙ Ø§Ø±Û ØÙ Ù ÛÚº ت٠ÙÛ ÚاÙد اÙر سÙرج ÛÛ
بÛت دÙÙÚº Ø³Û Ø¬Ù Ø¯Ûدار Ù ÛÚº ÙÛÛÚº آتا
ک٠ا٠ÛÛ ÛÛ Ú©Û ÛÙ Ø®Ùاب دÛÚ©Ú¾ØªÛ ÛÛ ÙÛÛÚº
Ú©Û Ø®Ùاب دÛØ¯Û Ø¨Ûدار Ù ÛÚº ÙÛÛÚº آتا
Û٠ارا شعر س٠جھÙÛ Ú©Û Ú©ÚÚ¾ ت٠کÙشش کر
ÛÛ Ú©Ûا ÙÙØ´ØªÛ Ø¯ÛÙار Ù ÛÚº ÙÛÛÚº آتا
ÙÙÙ Ú©Û Ú©Ø§Ù¹ ت٠تÙÙار Ø³Û Ø¨Ú¾Û Ø¨ÚÚ¾ کر ÛÛ
٠گر ش٠ار ÛÛ ÛتھÛار Ù ÛÚº ÙÛÛÚº آتا
ÙÛ Ø§Ù¾Ùا Ø°Ù٠بÚھائÛÚº اگر Ù Ø²Û Ø§Ù Ú©Ù
رؤ٠خÛØ±Ø Ú©Û Ø§Ø´Ø¹Ø§Ø± Ù ÛÚº ÙÛÛÚº آتا
رؤ٠خÛر
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Zaban Pe Harf To Inkar Mein Nahin Aata
Raoof Khair
ye marhala hi kabhi pyar mein nahin aata
khulega un pe jo bainassutur paDhte hain
wo harf harf jo aKHbar mein nahin aata
samajhne wale yaqinan samajh hi lete hain
hamara dard jo izhaar mein nahin aata
ye KHandan hamara bikhar gaya jab se
maza hamein kisi tyauhaar mein nahin aata
hamare haq mein to wo chand aur suraj hai
bahut dinon se jo didar mein nahin aata
kamal ye hai ki hum KHwab dekhte hi nahin
ki KHwab dida-e-bedar mein nahin aata
hamara sher samajhne ki kuchh to koshish kar
ye kya nawishta-e-diwar mein nahin aata
qalam ki kaT to talwar se bhi baDh kar hai
magar shumar ye hathiyar mein nahin aata
wo apna zauq baDhaen agar maza un ko
rauf 'KHair' ke ashaar mein nahin aata
(716) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Zaban Pe Harf To Inkar Mein Nahin Aata written by Raoof Khair at UrduPoint. Zaban Pe Harf To Inkar Mein Nahin Aata is one of the masterpieces written by Raoof Khair. You can also find the complete poetry collection of Raoof Khair by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raoof Khair' above.
Zaban Pe Harf To Inkar Mein Nahin Aata is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zaban Pe Harf To Inkar Mein Nahin Aata, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.