ÛÛ Ø§Ùر بات Ú©Û Ù ÙجÙد اپÙÛ Ú¯Ú¾Ø± Ù ÛÚº ÛÙÚº
Ùاصر عÙÛ Ø³Ûد
ÛÛ Ø§Ùر بات Ú©Û Ù ÙجÙد اپÙÛ Ú¯Ú¾Ø± Ù ÛÚº ÛÙÚº
Ù ÛÚº تÛØ±Û Ø³Ù Øª ٠گر ٠ستÙ٠سÙر Ù ÛÚº ÛÙÚº
ÙÛ Ø¬Ø§ÙÛ Ø§Ú¯ÙÛ Ú¯Ú¾ÚÛ Ú©Ûا Ø³Û Ú©Ûا Ù ÛÚº ب٠جاؤں
Ø§Ø¨Ú¾Û ØªÙ Úاک Ù¾Û ÛÙÚº دست Ú©ÙØ²Û Ú¯Ø± Ù ÛÚº ÛÙÚº
Ù ÛÚº اپÙÛ Ùکر Ú©Û ØªØ¬Ø³Û٠کس Ø·Ø±Ø Ø³Û Ú©Ø±ÙÚº
برÛØ¯Û Ø¯Ø³Øª ÛÙÚº اÙر Ø´Ûر Ø¨Û ÛÙر Ù ÛÚº ÛÙÚº
ÙÛ Ø¬Ø§ÙÛ Ú©Ù٠سا Ù ÙØ³Ù Ù Ø¬Ú¾Û Ûرا کر دÛ
ÙÙ Ù Ú©Û ÙØ§Ø³Ø·Û Ø¨Û ØªØ§Ø¨ ÛÙÚº شجر Ù ÛÚº ÛÙÚº
ÛÛ Ø¯ÙØ³ØªÛ Ø¨Ú¾Û Ø¹Ø¬Ø¨ ÚÙب خشک ÛÛ ÙاصرØ
Ùبھا رÛا ÛÙÚº ٠گر Ù¹ÙÙ¹ÙÛ Ú©Û Úر Ù ÛÚº ÛÙÚº
Ùاصر عÙÛ Ø³Ûد
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Ye Aur Baat Ki Maujud Apne Ghar Mein Hun
Nasir Ali Syed
main teri samt magar mustaqil safar mein hun
na jaane agli ghaDi kya se kya mein ban jaun
abhi to chaak pe hun dast-e-kuza-gar mein hun
main apni fikr ki tajsim kis tarah se karun
burida-dast hun aur shahr-e-be-hunar mein hun
na jaane kaun sa mausam mujhe hara kar de
numu ke waste be-tab hun shajar mein hun
ye dosti bhi ajab chob-e-KHushk hai 'nasir'
nibha raha hun magar TuTne ke Dar mein hun
(696) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Ye Aur Baat Ki Maujud Apne Ghar Mein Hun written by Nasir Ali Syed at UrduPoint. Ye Aur Baat Ki Maujud Apne Ghar Mein Hun is one of the masterpieces written by Nasir Ali Syed. You can also find the complete poetry collection of Nasir Ali Syed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nasir Ali Syed' above.
Ye Aur Baat Ki Maujud Apne Ghar Mein Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Aur Baat Ki Maujud Apne Ghar Mein Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.