ÛÛÚº ٠زاج آس٠اں Ù¾Û Ø¬Ø³ تس Ú©Û
ÙصÛØ Ø§ÙÙÛ ÙÙÛب
ÛÛÚº ٠زاج آس٠اں Ù¾Û Ø¬Ø³ تس Ú©Û
Ùاز اٹھائÛÚº Ø¨Ú¾Û Û٠ت٠کس کس Ú©Û
بجÙÛÙÚº Ú©Û Ø³ÙÛØ±Û ØرÙÙÚº Ù ÛÚº
بادÙÙÚº پر ÛÛÚº دستخط کس Ú©Û
Ø¢ÙÚ©Ú¾ Ø³Û Ú¯Ø± ÚÚ¾ÙÚ© ÙÛÛÚº پاتÛ
Ø¯Ù Ù¾Û Ú¯Ø±ØªÛ ÛÛÚº اشک رس رس Ú©Û
جاÙÛ Ú©Ø¨ ÛÙÙÛ Ø¯ÛØ¯Û Ùر Ù¾Ûدا
دÛØ¯Û Ù¾ØªÚ¾Ø±Ø§ Ú¯Ø¦Û ÛÛÚº Ùرگس Ú©Û
پاؤں Úادر Ù ÛÚº Ø±Û ÙÛ Ù¾Ø§Ø¦ÛÚº Ú¯Û
Ûاتھ Ù¾Ú¾ÛÙÛ Ø±ÛÛÚº Ú¯Û Ø¬Ø³ جس Ú©Û
آرزÙؤں Ú©Û Ø³ÙÚ©Ú¾ØªÛ Ú¯ÙبÙ
Ù Ùتظر ÛاسÛت Ú©Û Ù Ø§Úس Ú©Û
Ú©Ù Ø³Û Ú©Ù Ú¯Ú¾Ø± ک٠گھر ت٠رÛÙÛ Ø¯ÛÚº
رکھÛÚº Ø¢Ùس ک٠اÙدر Ø¢Ùس Ú©Û
عکس دÙراں ÙÙÛØ¨Ø Ú©Û ØºØ²ÙÛÚº
سÙسÙÛ ÚÙد رطب Ù Ûابس Ú©Û
ÙصÛØ Ø§ÙÙÛ ÙÙÛب
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Hain Mizaj Aasman Pe Jis-tis Ke
Fasihullah Naqeeb
naz uThaen bhi hum to kis kis ke
bijliyon ke sunahri harfon mein
baadalon par hain dastaKHat kis ke
aankh se gar chhalak nahin pate
dil pe girte hain ashk ris ris ke
jaane kab howe dida-war paida
dide pathra gae hain nargis ke
panw chadar mein rah na paenge
hath phaile rahenge jis jis ke
aarzuon ke sukhte gulban
muntazir yasiyat ki machis ke
kam se kam ghar ko ghar to rahne den
rakhen office ko andar office ke
aks-e-dauran 'naqib' ki ghazlen
silsile chand ratb-o-yabis ke
(668) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Hain Mizaj Aasman Pe Jis-tis Ke written by Fasihullah Naqeeb at UrduPoint. Hain Mizaj Aasman Pe Jis-tis Ke is one of the masterpieces written by Fasihullah Naqeeb. You can also find the complete poetry collection of Fasihullah Naqeeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fasihullah Naqeeb' above.
Hain Mizaj Aasman Pe Jis-tis Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hain Mizaj Aasman Pe Jis-tis Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.